Skip to content

Latest commit

 

History

History
18 lines (13 loc) · 851 Bytes

109_Surah_Kafirun.md

File metadata and controls

18 lines (13 loc) · 851 Bytes

Number 109: Surah Kafirun

Classification: Makki Rukus: 1 Ayahs: 6 Subject: Touheed Related Surahs: 112. Surah Ikhlas, 113. Surah Falaq and 114. Surah Nas

Info

  1. Yeh Surah tab ayi thi jab Makkah ke kaafiron ne Aap ﷺ ko kaha tha ek saal aap hamare mabood ki ibadat karen aor ek saal hum apke mabood ki ibadat kare gy.
  2. To es Surah mein alehdgi akhtyar ki gayi ke na hum unke maboodon ki ibadat karte hain ya kare gy na e woh hamare Allah ki ibadat karte hain aor na e karne waly hain. Deen aor aakhrat apni apni.

Kafir aor musalman ka deen o ibadat alag

  1. Kaafiron ko bata diya gaya ke hum log unke mabood ki ibadat na e karte hain na e kare gy.
  2. Na e woh log hamare Khuda ki ibadat karte hai ya karen gy.
  3. Unke liye unka ka deen aor hamare liye hamara deen.